Jawadahmed Shaadi Proposal
Silent Love Islamabad, Islamabad, Pakistan matrimonials
Mujhe Khud Se Hain Shikayatein Mujhe Khud Se Hain Shikayatein, Mujhe Zindagi Se Gila Nahi; Ki Jo Chaha Maine Woh Paa Liya, Nahi Aisa Kuch Jo Mila Nahi; M
About Jawadahmed and His Life Partner
Ajnabi Khauf Fizaon Mein Basa Ho Jaise;
Shehar Ka Shehar Hi Aseb Zada Ho Jaise;
Raat Ke Pichle Pahar Aati Hain Aawazein Si;
Door Sehra Mein Koi Cheekh Raha Ho Jaise;
Dar-o-Deewar Pe Chayi Hai Udasi Aisi;
Aaj Har Ghar Se Janaza Sa Utha Ho Jaise;
Muskurata Hun Pa-e-Khatir-e-Ahabab Magar;
Dukh To Chehre Kee Lakiron Pe Saja Ho Jaise;
Ab Agar Doob Geya Bhi To Marunga Na 'Kamal'
Bahte Pani Pe Mera Naam Likha Ho Jaise!
Jawadahmed's Personal and Physical Details
Jawadahmed's Hobbies / Interests
Jawadahmed's Education and Career
Jawadahmed's Family
Jawadahmed's Religious & Social Background
Jawadahmed's Cultural Background
Jawadahmed's Life Style
About Jawadahmed and His Family
Mujh Se Kafir Ko Tere Ishq Ne Yun Sharmaya;
Dil Tujhe Dekh Ke Dhadka To Khuda Yaad Aaya;
Mere Dil Pe To Hai Ab Tak Tere Gham Ka Saya;
Log Kehte Hain Naya Daur Naye Dukh Laya;
Mera Meyaar-e-Wafaa Hi Meri Majboori Hai;
Rukh Badal Kar Bhi Tujhe Apne Muqabil Paya;
Charagar Aaj Sitaron Kee Kasam Kha Ke Bata;
Kis Ne Insaan Ko Tabasum Ke Liye Tadpaya;
Log Hanste Hain To Iss Soch Mein Kho Jata Hun;
Mauj-e-Sailab Ne Phir Kis Ka Gharaunda Dhaaya;
Uss Ke Andar Koi Fankaar Chupaa Baitha Hai;
Jaante Bhujhte Jis Shakhs Ne Dhokha Khaya!